Sunday, November 28, 2004

Magic of Hariharan

It was my dear friend Ajeesh who introduced me to Hariharan and Ghazals.
Since then I have been a huge Hariharan fan....

I wish I could study urdu.....


mareez ishq ka kya hai, jiya jiya na jiya
hai ek saaNs ka jhagDa, liya liya na liya

badan hi aaj agar taar-taar hai mera
to ek chaak gareebaaN siya siya na siya

ye aur baat ke tu har rahe-khayaal meiN hai
ke tera naam zabaaN se liya liya na liya

mere hi naam pe aaya hai jaam mehfil meiN
ye aur baat ke maine piya piya na piya

ye haale dil hai Safi maiN to sochta hi naheeN
ke kyooN kisee ne sahaara diya diya na diya

Album: Hazir
Poet: Dr. Safi Hassan
Music: Hariharan

No comments:

The Absurd Adventures of Algernon Featherby

Algernon Featherby, a middle-aged chap with a penchant for tweed suits and a perpetual furrowed brow, returned to his quaint village after a...